Narasimha Profile picture
।। ॐ नमो नारसिम्हा ।। 🙏🙏 ।। भारत राष्ट्रं अजेयम अनंतं ।। 🙏🙏
May 16, 2020 7 tweets 3 min read
Jab itihaas ko mythology banadiya,Jaivik kheti ka shabdh repackage karke organic banadiya aur Shastra ko repackage karke Science banadiya tab Hum aise sochthey hai ki Ab Science ne bhi maana Ram sethu.Ramayan hamara Itihaas hai, ek ek shbdh satya hai.1/n
#AtmaNirbharBharatAbhiyan Desh ka Prasthan India se Bharath ki aur ab shuru hua hai.Hume India mein hi uljhane ka kareeb 200 varshon se chali aarahi rahi hai aur nirantar prayaas hoga.AtmaNirbharBharath sirf vastuon ke uthpadan mein hi nahi par swayam ko jaane ka avasar bhi hai.#AtmaNirbharBharatAbhiyaan