Ye ghatna 09.02.2020 ka lekin hariharpur thana ne abhi tak koi bhi action nahi liya hai. Yaha tak ki hariharpur thana ne abhi tak meri behen (Priya Srivastava) jo ki pidit hai uska bayan tak nahi liya gaya hai thana dwara .
Is ghatna me do aaropi ke naam se FIR darj hai ek jisaka naam anand prakash hai usne to sarender kar diya lekin meri bua jiska naam krishna srivastava hai abhi bhi khuleaam ghum rahi hai. Thana se kayi bar krishna srivastava ke giriftari ke bare me puchha lekin wo diplomatic